आशियाँ जल गया गुलसितां लुट गया ,
अब क़फत से निकलकर किधर जायेंगे ,

इतने मायूस सैय्याद से हो चुके ,
अब रिहाई मिलेगी तो मर जायंगे !

और कुछ दिन ये दस्तुरे मैखाना है ,
तस नकामी के दिन ये गुजर जायेंगे ,

मेरे साक़ी को नज़रें उठाने तो दो ,
जितने खाली हैं जाम सारे भर जायेंगे !!

आशियाँ जल गया …

*********************************

Aashiyan jal gaya gulsitan lut gaya,
ab qafat se nikalkar kidhar jayenge,

Itne mayoos saiyyad se ho chuke,
ab rihayi milegi to mar jayenge !

Aur kuch din ye dasture maikhana hai,
Tas nakami ke yeh din guzar jayenge,

Mere saaqi ko nazaren uthane to do,
Jitne khali hain jaam saare bahr jayenge !!

Aashiyan jal gaya ….